Tuesday, March 2, 2010

Rehne de Aasma, Zamin ki talash kar,
Sab kuch yahi hai, Na kahi aur talash kar.
Har Aarzu puri ho to jine ka kya maza hai,
Jeene ke liye bas ek kami ki talash kar.

No comments:

Post a Comment