Friday, April 8, 2011

kavi veenit chauhan

माँ से-
माँ तुम्हारा लाड़ला रण में अभी घायल हुआ है।
देख उसकी शूरता खुद शत्रु भी कायल हुआ है॥
रक्त की होली रचाकर मैं प्रलयकर दिख रहा हूँ।
माँ उसी शोणित से तुमको पत्र अन्तिम लिख रहा हूँ॥

युद्ध भीषण था मगर ना इंच भी पीछे हटा हूँ।
माँ तुम्हारी थी शपथ मैं आज इंचों में कटा हूँ॥
एक गोली वक्ष पर कुछ देर पहले ही लगी है।
माँ कसम दी थी जो तुमने आज मैंने पूर्ण की है॥

छा रहा है सामने लो आँख के आगे अँधेरा।
पर उसी में दिख रहा है मुझे इक नूतन सवेरा॥
कह रहे हैं शत्रु भी मैं इस तरह शैदा हुआ हूँ।
लग रहा है सिंहनी की कोख से पैदा हुआ हूँ॥







जिनके शोणित के झरनों से आजादी की फसल पली।
जिनके लोहू के सिंचन से हर गुलाब की कली खिली॥
जिनके वज्र इरादों ने हिमगिरि लाशों से पाट दिया।
जिनकी शमशीरों ने बढ़कर दुश्मन का सर काट लिया॥
मेरी पीढी आज ऋणी है उन भीषण तूफानों की।
मेरी कलम कथा कहती है उनके ही बलिदानों की॥

दिल्ली का गढ बातें करता अब तक भी चौहानों की।
कल इतिहास गवाही देगा बैरागी के बाणों की॥
जिनके गर्म लहू से रंजित झेलम का ठण्डा पानी।
जिन्दा टैंक दफन कर डाले पानी था राजस्थानी॥
जैसलमेर कथा कहता है ऐसे कब्रिस्तानों की।
मेरी कलम कथा कहती है उनके ही बलिदानों की॥




माना कि उजाला हार गया इस बार कुटिल अँधियारों से।
सचमुच ही किरणें घायल हैं सूरज के पहरेदारों से॥
देखो वह शबनम रोती है दिन-रात यहाँ मयखानों में।
माना कि बहारें कैद पड़ी पतझर के बन्दीखानों में॥
लेकिन हम भी शंकर बनकर यह सारा जहर निगल लेंगे।
इस आग उगलते मौसम का माहौल बदलकर रख देंगे॥

गंगा की लहरें घायल हैं बस अपने ही रखवालों से।
सरयू का पानी रक्तिम है खुद अपने ही तटवालों से॥
अब शबरी मीठे बेर काटती विष डूबी तलवारों से।
अब रघुवर को घायल करता केवट देखो पतवारों से॥
हम ऐसे घातक केवट की पतवार काटकर रख देंगे।
इस आग उगलते मौसम का माहौल बदलकर रख देंगे॥



जहाँ शीश ले निज करतल पर युद्ध किया करते हैं
और मान के धनी प्राणधन वार दिया करते हैं
जहाँ फूल-सी कोमल नारी शोलों पर चलती है
और वंश की बेल नुकीले भालों पर पलती है
राजस्थान उन्हीं वीरों की रखता अमिट निशानी
पन्ना हाड़ा, चूडावत ने लिक्खी अमर कहानी
मेवाडी यह धरा, शौर्य की कथा कहा करती है
पानी कम है मगर रक्त की नदी बहा करती है
राणा पुत्र अमरसिंह भी मेवाड वंश गौरव थे
चूडावत शक्तावत मानो दुश्मन को रौरव थे
चूडावत शक्तावल रण के बहुत बडे मानी थे
बडे-बडे योद्धा भी उनके कहीं नहीं सानी थे
किन्तु हरावल दस्ते में बस चूडावत लड ते थे-
शक्तावत यह देख-देखकर मन ही मन कुढ ते थे
जैसे कोई शेर पींजरे में क्रोधित आकुल हो
बरसों से कोई शिकार, करने को ज्यों व्याकुल हो
यह विचार उन सबको ही बालूसिंह तक ले आया





पहले तो वह इधर-उधर बन्दर घुड़की दिखलाता था
सीमाओं के आसपास भी दबे पाँव मँडराता था
लेकिन हमने धीरे-धीरे उसे सिर-फिरा बना दिया
क्षमादान दे-देकर उसको अपने सिर पर चढा लिया

जिसको हमने छोटा भाई कहकर अपना प्यार दिया
उसने भाई को ही घर में घुसकर चाँटा मार दिया
उसने खुले आम संसद पर आकर हमला बोल दिया
और हमारे भाई-चारे की पोलों को खोल दिया

तो फिर हमको भी उसकी ही सीमा तक बढ जाने दो
अब तो आतंकी अड्डों तक सेना को चढ जाने दो
तुमको फ र्क नहीं पड ता है उनके मरने-जीने पर
जो संगीनें झेल रहे थे अपने नंगे सीने पर

तुम तो रहे सुरक्षित बैठे संसद की दीवारों में
वे रक्षा में खूनी होली खेल गए गलियारों में
तुम तो छिप कर बैठ गए थे संसद के तहखाने में
हमने आठ शेर खोए तब चन्द सियार बचाने में



कब तक दाँतों को पीसेंगे, कब तक मुट्ठी भींचेंगे
कब तक आँखों के पानी से हम पीड़ा को सींचेंगे
रोज यहाँ गाली मिलती है देशभक्त परवानों को
आजादी के योद्धाओं को भारत के दीवानों को

जिनके ओछे क द हैं वे ही अम्बर के मेहमान बने
जो अँधियारों के चारण थे सूरज के प्रतिमान बने
इन लोगों ने भारत का बलिदानी पन्ना फूँक दिया
सावरकर के रिसते घावों पर भी सीधा थूक दिया

जो चीनी हमले के दिन भी ग द्दारी के गायक थे
माओ के बिल्ले लटकाने वाले जो खलनायक थे
जिनके अपराधों की गणना किए ज माने बैठे हैं
वे सावरकर के छालों का मोल लगाने बैठे हैं

ये क्या जानें सावरकर या अण्डमान के पानी को
जो गाली देते रहते हैं झाँसी वाली रानी को
ये ए.सी. कमरों में बैठे सिफ र् जुगाली करते हैं
कॉफी सिगरेट के धुएँ में हफ र् सवाली करते हैं

Thursday, April 7, 2011

new shayari

Dil he dil me yeh jana hai,
pyar dil ke mala hai,
har husn pe yeh marta hai,
dewana husn ese Mohabbat kahata hai.

Ishq na karna yaaro,
mohabbatte ishq burra hota hai,
dil bechan raheta hai, aur
nigahhe dundd te hai uusko.

Chand se aaye taro ke pari
dharte pe chale fulo ke kali
nigahe jo mere usse meli
cemat gaye woh chandi se khari.

teri judaai se to ek maut achhi hai
ke roz marne se yahi accha hai

tere husn ki aag mein jal jaane de mujhe
tere hoton ki mey ko pee jaane de mujhe
mil jaaye meri rooh ko maut ka sukun
tere jism ki kabr mein dafan ho jaane de mujhe

jhooti hansi hansne ki aadat ho gayi hai
zindagi teri yaadon ki ibaadat ho gayi hai
bas saans chal rahi hai is murde mein ab
rooh to tere saath hi rukhsat ho gayi hai
Toote dil ko dobara lagana hamein accha nahin lagta
Kissi ko palkoan pe bitha kar girana hamein accha nahin lagta
Ek baar keh diya ki hum to sirf aapke hai lekin
Baar baar humko yeh batana accha nahin lagta

Bekhudi ki zindagi hum jiya nahin karte
Jaam dusro se cheen kar hum piya nahin karte
Unko mohabbat hai to aa kar izhaar karein
Pichaa hum kisi ka kiya nahin karte

Mandir mein jaake pooja kar leta hu
Masjid mein jaake namaaz pad leta hu
Kahi insaan se khuda na ban jaao
Isliye thoda sa pap bhi kar leta hu

Ishq hona bhi muqadar ki baat hoti hai,
Mehboob ke bina zindagi tanhaai mein roti hai,
Jeene lagte hein hum chori chori is jahaan mein,
Unki chaahat hi is dard-e-dil ki dawa hoti hai.

Dil do kisi ek ko,
Do magar kisi nek ko,
Dil koi kaanch ka tukda nahi,
Jo bech do har ek ko.

Patto ke bina,
Phool nahi khilte,
Ishq Ke Bina,
Do dil nahi milte.

Hum na hote to,
Kisi aur ke charche hote,
Na hota jo yeh ishq,
To koi aur gham ke bahaane hote...
Dil jalaane ke mausam mein,
Khub jale hain hum,
Jo hota koi sahara,
To hum kisike sahaare kaise hote.

Tasveer banana bhi kuch,
Ajeeb sa lagta hai,
Aaine mein jise dekhta hoon,
Kuch paraya sa lagta hai,
Aap khafa hain humse,
Itna to yakeen hai humko,
Bas yuhi chahte rehna,
Achcha sa lagta hai.

Yeh Ishq Mohabbat hota hai kya,
Yeh dil churaana hota hai kya,
Zara humko bhi toh bataaon,
Yeh dil churana hota hai kya...
Kaise bechain hota hai mann,
kaise kat ti hai apne din raat,
Zara humko bhi to bataaon,
Kaise hoti hai dil ki baat.

Kaun kehta hai ke pyaar pura hota hai...
Pyaar pura kya hoga
Jiska pehla akhshar hi adura hota hai.

Jab kabhi main unke khayaalon mein kho sa jaata hoon,
Woh khud bhi baat karte hai to bura sa lagta hain.

Toot Jaate Hain Sabhi Rishte Magar,
Dil Se Dil Ka Raabta Apni Jagah,
Dil Ko Hai Tujh Se Na Milne Ka Yaqeen,
Tujh Se Milne Ki Dua Apni Jagah.

Mohabbat ko humne maana,
Zindagi barbaad karti hai,
Yeh kya kam hai,
Ki mar jaane ke baad, duniyaa yaad karti hai.

Tera deewana hoon inkaar nahi,
Kaise kehdu ke tujhse pyaar nahi,
Kuch shararat teri aankhon ki bhi hai,
Mein akela to gunehgaar nahi


Zindagi gar phool, toh tum khushbu ho...
Zindagi gar khwaab, toh tum aarzoo ho...
Zindagi gar jeena, toh tum meri zaroorat ho...
Gar Mar jaana, toh haaton mei tera haath ho...!!!

Sheeshe ke dil mei thi tasveer teri bassi,
sheesha toh tod diya, parr tasveer na chura saki..
Mila kya tujhe mere iss dil se khelkar,
jaan hi chahiye thi toh maang kar dekhi hoti...

Jabh bhi tumko dekhta hoon,
Na jaanei kya ho jaata hei,
Dhadakta dil mano
Ruk sa jaata hei..!

Khula maidaan
Pyar bhara aashman
Chamakta hua Chand
Merei Mehboob ki Pehchaan

Aashiq kabhi martei nahi
Jinda dafnaayei jaatei hei
Kabarr khod kar aaj bhi dekho
Toe Jinda paayei jaatei hei

Jindagi mei hei lamher char
Intazaar, Eithbaar, Ikraar aur Pyaar

Arz kiya hai..ki jaise,
patzad ki rutt mein ped basant ki yaad me jeete hai,

tujse juda hoke hum bhi teri yaadon ke saath jeete hai,
ped is umeedke saath jeeta hai
ki basant ki rutt phir aayegi, aur woh phir khil jayega,
hum is umeedke saath jeete hai ki, aapke dilme pyar phir jaag jayega,....

Pyaar ek sunder kavita hai, ek haseen gazal hai,
Isme zindgi barbaad na karna ae Dost, kyunki zindgi ek hakikat hai..

Ghadi ke kaante ke ruknese waqt theherta nahi,
Dil ke tootnese insaan marta nahin,
waqtke saath insaan apna safar aage badhata hai,
rah jaati hai to sirf sunheri yaadein....

kitni sunder ho tum, badi haseen ho tum,
snehsheel ho tum, dildaar ho tum,
jiske liye shabd kam pade, aise lajawab ho tum,
aur isi wajah se shayad, mere nahi ho tum.

Khuda ke dar pe maangne walo ki kami nahin,
per koi khali haath nahin jaata,
hamaare paas bhi pyaar ki koi kami nahin,
kambhakat koi aazmanae nahin aata.....

Log pyaar karte nahin, pyaar ho jaata hai..
Log dil todte nahin, dil toot jaata hai..
in dono ki samanta to dekhiye, dono ek dusre pe nirbhar hai..
pyaar honese hi dil tootta hai, aur dil tootnese hi pyaar hota hai....

Kalpesh Ko Kar Yaad Bechen Hoi Jab Bhi Maan,
Kalpesh Ke Dil Me Rahekar Kalpesh Ki Manisha Tu Ban,
Man Ko Mere Samajkar Mahechha Meri Tu Kar,
Aayane Me Mooh Jab Bhi Dekh Kalpesh Ki Kalpana Tu Kar

Hum Khwabonme Unke Paas Ja Pahunche,
Unhe Vo Tashveer Kahete hai,
Chonk Kar Jab Vo Jag Uthe,
Unhe Hum Aapni Taqdeer Kahete Hai.

Jindgi Ki Raho Me Mil Gaya Hei Saath Tera,
Ab to Aadat Ban gaya hai Sahavas Tera,
Nahi Rahe Sakta Ab Me Ek Pal Bina Tere,
Ab to Chahu Me Janmo-Janam Ka Saath Tera.

apne honthon par sajaa kar tujhe,
ham tere hi geet gaana chahte hain,
jal kar bujh jaana hamari kismat sahi,
bas ek baar roshan hona chahte hain......

ab bhi har subah teri yaad chali aati hai,
din hamare sang bita kar raat ko hi jaati hai,
teri yaadon ke aane jaane ka silsila yun hi chalta rehta hai,
aur dil hamara shama ki tarah jalta rehta hai......

hukm hai yaar ka,
dard chhupa kar ankhon me ,
tum yun hi hansa karo,
yaad hamari aaye to bhi,
aansuon se na vaasta karo

teri yaaden bhi,
tujh si zalim hain,
jab dekhti hain tanha hamen,
sataane chali aati hain....

tum karte ho hum se dillagi,
hamne to ise mohabbat hi maana hai,
jee bhar ke sataa lo hamen,
abhi tumhara hi zamana hai

Yun base ho tum hamare dil me,har saans aati hai chhukar tumko,
tumhe hamse mohabbat na sahi,par tumse hai mohabbat humko....

Humne kab tumse zamane bhar ki daulat maangi hai,bas teri ek nazar ke talabgaar hain hum,<
tum khush raho yehi dua hai meri, kuch aur maangen to gunehgaar hain hum...

Izhaar-e-ishq ne hamare,berukhi aapki badhaa di<
lagta hai iqraar karke,humne sabse badi khataa ki....

Aate the khayalon me, ab sapnon me bhi aate ho
Apne chahne waalon ko,kyon itna tadpaate ho
Hum hain bechain yahan, tum wahan muskuraate ho
Dil to liya hamara, ab kya jaanlena chahte ho.....

Dil ka ye dard aankhon se beh jaaye to achha hai,
Tu chaah kar bhi hamen yaad na aaye to achha hai,
Maangne ko to khuda se maang len tujhe,
Par ye dua hothon par na aaye to achha hai...

Aapki khushbu saanson me liye jaate hain,
Aapse phir milne ki dua kiya jaate hain,
Gar aisa ho ki kabhi na mil saken hum,
Aap hamare aur hum aapke dil me rahen,
Bas khuda se yehi chahte hain..

kaash aapka dil na itna saqt hota,
hamareliye bhi aapkepas thoda waqt hota,
kash hamara dil bhi thoda saqt hota,
judaai ka ehsaas to hame na harwaqt hota...

itraate bahot hai woh pyaar pe apne,
par thoda sa gurur humko bhi aata hai,
mana ke doobe hum pyaar me unke,
par unko doobana humko bhi aata hai..

koshish karnewala kabhi nakaam nahi hota..
chaahat ka ye rishta kabhi bekaam nahi hota..
bante-bigadte hai roz rishtey yaha pe..
par har rishtey ka koi naam nahi hota..

teri yaadon ke sahare duniya me rah lete hai..
teri juddai ka gam chupchap sah lete hai..
samjhaya dilko yeh raaz chupana..
par aansu banke wo sab kah dete hai..

dushmanon se bhi badtar ho sakte ho tum..
yeh raaz tumne bataya nahi tha..
rulaati hai jitni tumhari juddai..
dushmano ne bhi utna sataya nahi tha..

kismat ke saagar me bhatak se gaye hai..
par majdhaar se ulte hum bah nahi sakte..
dil to yuhi laga lenge hum,
par dil ka tootana hum sah nahi sakte................
dil se nikalke rukati hai jubaan par..
wo baat tumhe hum kah nahi sakte..
faryaad nahi karte tumko paane ki..
par tumhare siva bhi to rah nahi sakte................

aankho me neend aaye kaise?
aankho me basa ab unka noor hai..
neend nahi chain nahi..
yeh aankho ka nahi dil ka kasoor hai..
dil ko aaye karar kaise?
dhadkan bina dil majboor hai..
dhadkane bhi ruksi gayee hai..
kyunki humse hamari jaan door hai.....

vaise dil bekarar nahi,par dilko yuhi karaar nahi..
chaha hai aapko magar,phir bhi aapse pyaar nahi..
bharosa hai aap par magar,dil ko hai aitbaar nahi..
aapko paane ki ummed to nahi,par khone ko hum tayyar nahi.....

Aap ki tarif mein likhe jitne bhi labz, Voh kum hei,
Khusnasib hei hum ki aapne jise chaha jise mana,Voh hum hei!

Puche ab agar koi dil ki tamana,Toe naam de hum aapka,
Khud ko bhi ab agar kuch dena chahe,Toe jaam de hum aapka!

Sochte hei hum, ki kaise reh payenge ab aapke bina,
Marna toe mushkil tha hi, ab muskil ho jaayega jina..!

Dekha jab samandar mein lehero ko, aap aur yaad aaye !
Pyaar ke baadal aasman pe, ek arse baad phir chaaye !

Ek arsaa ho gaya, dekhe hue aapki surat,
aapko ho na ho, humko to hei aapki zarurrat!

Ek arsaa ho gaya, dekhe hue aapki surat,
aapko ho na ho, humko to hei aapki zarurrat!

Naa milne par jo becheini hoti hei, gawah hei yeh humare pyaar ki,
Thoda aur tadapne do-bechein hone do, intahaan hei yeh pyaar aur intazaar ki !

Becheini jitni badhti hei, badhta hei utna hi pyaar,
Milne ki aas deti hei, judaai me bhi dil ko karaar !

Kya kare yeh tanha raatein hume sone nahi deti ,
Chahte hei ji bhar ke rona par rone nahi deti ,
Yeh halat is kadar dil ko bekaraar kar jaati hei,
Ki chahat hei sone ki par sokar khwaboo mein khone nahi deti...!

Jaane kitni gehri hei yeh tanhaai,
dur-dur tak dikhti nahi tumhari parchaai,
khamoshi si ek labhoo pe hei hardam chaai,
ek muskaan phir bhi jaane kahaan se hei aai ?
dil ke liye humare tumhare dil ka paigaam yeh layi,
aur kuch nahi to band nigaaho mein surat tumhari humne paai...

Bhul Se Bhi Yaad agar Hamari aaye, toh
Padh lijiyega Huzzur,
Aur Soch lena Ki us Taraf Bhi,
chaaya Hei Kuch Aisa Hi Surrur.

Vakt ne kalam uthaai
Khoon bana shyahi
Dil ke kaagaz per
Likhdi Tabaahi

Dil ke mausam bhi kaash kabhi badalte
Kabhi patzhad toe kabhi bahaar bhi late
Viraan sa raha hei yanha ka shamaa
Shama-e-mehfil kaash koi yanha bhi jalate

Unn dino ki yaad ne aaj dilko phir rulaaya hei
Sur ke adhurepan ne, nagmo ne tumhe phir bulaaya hei
Tere jaane ke baad se dil mera khamoshi se dhadka
Khamosh mere dil ne, aaj kuch phir gun-gunaaya hei

Subah aayne mein anjaan sa chehra nazer aaya
Kitne badal gaye hei hum aaj hume hons aaya

Vafa-e-ishq mein hum luut jaayenge Aur tuje majboor kar jaayenge
Humei chahne ko tum majboor ho jaaoge Aur hum tumhe chorr jaayenge
Kasam hei mujhe apne pehle pyaar aur vafa ki
Jo dard diya hei tune mujhe Ush dard ka tuje ehsaas karvayenge

Bewafai bhi kubool hei mujhe, vafa ka mohtaaj nahi mera pyaar
Dil toe mera yunhi nisaar hei, abh chahe ikraar ker ya inkaar

Phoolo ke bicch khade ho kar bhi khusboo ki kami hei
Baharo ke bicch jhoom kar bhi khushiyon ki kami hei
Sabhke saath hote hue bhi mere mehboob teri kami hei

Jabh aankh mein nami si hoti hei,
Dil mein kisiki kami si hoti hei,
Jabh aankh jukh jaaye toe nami sukh jaaye,
Par koi bataaye kaise dil ka dukh jaaye...!

Apne hotho par kuch nagme, chupa kar hum bethe hei,
Dil ke arman, dil mein kanhi, daba kar hum bethe hei..

Jabh suraj dhalta hei, toe aashman ka rang badal jata hei;
Jabh kismat badalti hei, toe logo ka dhang badal jata hei.


Din dhalte-dhalte suraj bhi dhal jata hei,
Andhera hote-hote saaya bhi chod jata hei.


Jabh aashman ke sitare, humko dekhte hei,
Hum kuch anjani soch mei pad jate hei,
Har lamha hum aisa mehsoos karte hei,
Ki voh kuch kehte hi, chup ho jate hei..

Jabh jindagi sajati hei toe, dulhan si lagati hei,
Jabh yeh rang badalti hei toe, ek bewa si lagati hei,
Yeh be-raham toe kisi se bhi, vafa nahi karti hei,
Phir bhi sabhko yeah, mehbooba si lagti hei...

Hum dil se dil ko fariyaad karte hei,
Har pal mere sanam tujhe yaad karte hei,
Hum sada tumse be-imtinha pyar karte hei...

Logo ne dharati dekhi, amber dekha,
Mausam dekhe aur jivan bhi dekh liya;
Humari yeh najre aur kya dekhe,
Jisne aapka yeh hasin chehra dekh liya...

Rom-Rom mei humare voh base hei,
Najare humari aur chehra unkha hei,
Har saans mein humari voh base hei,
Dhadkane humari aur dil unka hei...

Ish kadar hum unki mahobbat mei kho gaye,
ki ek najar dekha, aur bus unhi ke hum ho gaye,
Aankh khuli toe andhera tha, dekha ek sapna tha,
Aankh bandh ki aur, unhi sapno mei phir so gaye...

Yeh tabasoom ka rang hei, ya sirf laali hei,
Yeh mahobbat ka dhang hei, ya sirf mehrbaani hei...

Izaajat aap de, toe tarif mei aapki, kuch hum farmaye,
Mahobbat aap de, toe ush dil ke, thoda karib hum aaye,
Aapke khatim banke aapke har farman ko apnaye,
Sikayat gar aap kare, toe dil ki dhadkan, kanhi tham na jaye...

Eei Khudda bahot badda hei jahan tera
Ish jahan mein he koi nahi bhi mera
Kehne ko toe tunei bahot kuch diya
Aur kahe toe kuch bhi nahi hei mera!

Mohabbat ko mahobbat ki tarah paa na sake
Mohabbat ko ibaadat keh Khudda tujhe maan liya
Dil sei dil toe kabhi mill na sakei
Tere kadmo mein dil ko kurbaan kar diya

Eei mehboob mere yeh julm na kar
Inn nazaro kei tir sei dil pei vaar na kar
Yeh dil tumhei har pal duwaaye deta hei
Thoda soch kar tun ish dil par rahem kar

Yeh doe nanhi si aankhein, sacch chupaaye toe kaise
Yeh ek chotta sa dil, raaz bataaye toe kaise
Ajib uljan mein hei, koi ishe suljaaye
Raaz chupaaye toe kaise, aur bataaye bhi toe kaise

her tamanna rone lagi kaya howa ye kaya howa
usne dil tod ke mera mujhe kiu chord diya
kiu meri mohbbat ka sanam tu hi hai dushman
aye sanam pyare sanam tu hai meri jaan

kaise main tujh ko bholao dil ka tu armaan
mujh ko tu na sata ho main teri jaan
teri baho main raho hoke main farhan

ham thy kal kaya aur aaj ham kaya hogai
pake tujh ko fir hadse ye kaya hogai
dekhte hi rah gai loot gaya her armaan

aaj mere saath howa na ho kal tere saath ye
tujh ko bhi cha ker koi chord de na tera haath ye
dard ka ye rishta kabhi bholna na tu bhi hai ensaan
aye sanam pyare sanam tu hai meri jaan

mujhko tu na bholna ho main teri jaan
mujhko tu na sata ho main teri farhan
Aye sanam pyare sanam tu hai meri phechaan
aye sanam pyare sanam tu hai meri jaan

Tum aankh ka ansoo nahi joo beh kar gir paray,
Tum to woh nayaab cheez hoo jiss ko seenay main rakhnay ko dil chata hay MAAN
Teri yadoon say khill jatay thay bagh main hazaroon phool,
kiya howa joo Doori ho gai par bagh main wohi tarap hay

Teri piyar koo basaya dil main aisay jisay dil main khoon ka ik ik qatra,
toota to aisa keh sab kuch lay gia

Teri yadoon main tarapta raha Har pal,
teri doori ko na kar saka bardasht,
Teray bin rehnay ko dekha bohat par na reh sakay
Ishq ko naa samaj itna assan dikhnay main hay too assan par hay ik aag ka ik darya jiss
main aik bar kood paray tooo nikalna hay muskil MAAN

Apni yadoon koo teray sang banth raha hoon
too bee iss ko hansii mazaq na samaj laina
MAAN

tum hi zindagi ho tum hi aashqi ho
meri zindagi ki tumhi her khoshi ho

main kub sey andhairay main bhatak rahi thi
meri manzil ki tumhi raoshni ho

tum meri banhoon main aa ke samao
meri her aarzo ki tum hi be khodi ho

main so jaon seenay pe ser rakh ke tumharay
dil chata hai aisa bhe shayed kabhi ho

tanhai main tum ko soochti ho jab bhi
tu aisa lagta hai ke tum yahi kahi ho

jis kami ko dil dhondta tha eak mudat se
paake tumhe lagta hai ke wahi kami ho

dard ki awaaz ho her khoshi ka raaz ho
koi poche es dil se ke tum kaya kuch nahi ho

do qadam ka rasta bhi akele na safer ho
zindagi ke safar main humsafar tumhi ho

Yeh sher aur shayari kya karte ho,
Sachmuch inme dam nahi,
Hamse bhi kuch puchlo,
Ham bhi kisise kam nahi...

Dil diya to,
Jaan bhi de dena,
Magar yeh yaad rakhna,
Kisiko dhoka mat dena...

Bewaqufo ki kami nahi gahlib,
Ek dundho to hazaar milteh hai...

Aasmaan se gira ek chaand ka tukda,
Usse bhi sundar aapka mukhra...

Ay khat ke parne wale, zara dil lagake parna,
Aansu na nikal aaye, zara muskurake parna...

Na yeh chaand honga na tare honge,
Magar hum hamesha tumhare rahenge...

Na jina mila na marna mila,
Mila to teri yaad me tarapna mila...

Teri beauty ne muko appeal kiya,
Dusri ko reject kiya,
Aur tisri ko select kiya...

Mere dilka kona kona hai air condition,
Is pe likha hai no admission,
Magar tum aasakte ho without permission...

Terna hai tobeach me aao, kinaro pe kya rakha hai,
Pyar karna hai to bahon me aao, Isharo me kya rakha hai...

Log pyar ko mitti ka bana hua ek khilona samajte hai,
Jab chaha tab tordiya, jab chaha chordiya...

Dilme yaado ki tarha, aankhon me aansu ki tarha,
Tum mere paas ho, phoolo me khushbu ki tarha...

Before Marriage

Takdi hai magar kismat nahi khulti
Tajmahal banana chahata hoon
Lekin mumtaz nahi milti

After Marroage

Takdi hai magar kismat nahi khulti
Tajmahal banana chahata hoon
Lekin mumtaz nahi marti...

Arey kambakhat tujhse to yeh ciggarette achii,
Dil ko jalati hai magar labon tak to aati hai...

Hu main tujh se dur abhi, merzi ye meri nahi,
Gunjti hai awaaz, aur dil mein bas surat teri...

Huwi hum se ye nadani, kay teri mehfil mein aa'h bethay,
Ho kay zameen ki khakh, aasman se dil laga bethay...

Wo gulab hi kya hai jisme laali naho
Wo gulshan hi kya hai jisme maali naho
Wo gulab hi kya hai jisme laali naho
Wo gulshan hi kya hai jisme maali naho
Wo SASURAL hi kya kai jisme SAALI naho
Arre yaaro wo program hi kya hai jisme Taali naho

Aadat jo padi ho hamesha se door bhala kab hoti hai
Rakhi hai chunauti packet mein patloon ke neeche dhoti hai!

Jab kaha tha aaou to aatay na thae
Bin ke-hay aab bar bar aa-ney la-gae
Ya kabhi wo bae-rukhi, ya yae karam
Sath aab bach-choon ko bhi la-ney la-gae

Voh Sadak Ke Us Paar Thi
Hum Sadak Ke Is Paar The
Kuch Hum Aage Badhe, Kuch Voh Aage Badhi
Hum Kuch Aur Aage Badhe, Voh Bhi Kuch Aur Aage Badhi
Hum Aur Bhi Aage Badhe, Voh Bhi Aur Aage Badhi
Ab Hum Sadak Ke Us Paar Hein, Aur Voh Sadak Ke Is Paar Hein

Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak
[Audience: Are bhai, aage bhi to bolo.]
Hawa hi hawa hai.

Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayal aata hai ..
Ke kyon mere dil mein khayal aata hai ye Kabhi Kabhi ??

Tum aa gaye ho,
Noor aa gaya hai
Chalo teeno movie chalen.

Jee chahata hei kee tere nazuk honthon ko choom lu
Jee chahata hei kee tere nazuk honthon ko choom lu
Magar teri bahti hui naak ne iraada badal diya....

Kyon apni qhabar khod raha hai Galib
Lao, phawda hamien de do !!

Gam woh cheez hai
Gam woh cheez hai
Gam woh cheez hai
Jisse kagaz chipkaye jaate hain(wah wah..:)

Mein ne tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe peeta
Mein ne tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe peeta, (kya baat hai..)
Sin theta by Cos theta equal to Tan theta... (Wah Wah..)

Mein ne tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe peeta
Mein ne tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe peeta,
Sin theta by Cos theta equal to tan theta,
Tan ki shakti Man ki shakti Bournvitaa (Waaah, Waaaah..)

Tu ne mere man se khela, Tu ne mere tan se khela,
Tu ne mere man se khela, Tu ne mere tan se khela,
Tu ne mere dil se khela, Tu ne mere Dhan se khela,
Tu ne mere dil se khela, Tu ne mere Dhan se khela,
Tu ne mere man, tan, dil aur dhan se khela,
Well Played, Well Played (Wah, Wah..)

Neil Armstrong Chand par Gaya aur Farmaya
Ye saala idhar hawa kyon nahi ayaa!...

Banane mein mazaa hai wo karkhaane jaanthe hai
Pilane mein jo mazaa hai wo meh khaane jaanthe hai
Jalne mein jo mazaa hai wo parwaane jaanthe hai
Arre yaaro pyar mein jo mazaa hai wo deewaane jaanthe hai...

Math pee ghalib sharab masjid mein baith kar
Math pee ghalib sharab masjid mein baith kar
Ek hi bothal hai kahi khuda na maang le...
Duniya Se Jo Darre, Usse Kaayar Kehta Hain,
Duniya Jisse Darre, Usse Shaayar Kehte Hain,
Biwi Se Jo Darre, Usse Shohar Kehte Hain.

Khuda kare hasino ke bap mar jayen
Bahana ho maut ka aur ham unke ghar jayen.

Aisa mat kah jalim yeh maha pap hoga
Kabhi too bhee kisi hasina ka bap hoga.

Khata humne ki aur saja mili apko,
ei khuda maaf na karna eise insaan ko,
jisne kadar na ki ho aap ke ehsaan ki,
gam dena itna ki bhulana na pai u se,
chahe mita bhi de apne aap ko.

Tadapta rahe yaad me us ki,
dhunta rahe jindagi bhar saya us ki,
kareeb hoke bhi juda rakna,
gam dena itna ki bhulana na pai u se,
chahe mita bhi de apne aap ko.

Dua karta rahuga salamati ki uski,
chahata rahu ga jidagi bhar us ko,
har kadam pe sath duga marte dam tak uski,
koi gaam na ane dunga jindagi me uski.

Ab darta nahi mei jamane se,
jamane ki riwajo se,
khone na dunga u se mei phir,
khuda raham jo kare to bana luga apna hamesha ke leye.

Mili hai aise khushi phir paake u se,
ki dunya ki har khushi mere sath hai,
juda na ho ge kabhi hum,
lagta hai naseeb bhi hamare sath hai.

Kah do dil me tere kya hai,
pura kar du ga tere ek ek chahat ko,
dunga toje sari khushi,
chahe kurban kar na pade apne aap ko. –nad

Dil aaj phir gammon(sadness) ke ghere mein ,
Aur yeh Shaam udaas hai,
Na jaane kisko dhoond raha,
Na jaane kiski talash hai...

bewafa ki jhakam pher marham lagane hum gay,
marham na mila marham ki kasam,
marham ki jagha kudh hum mar gay
dillagi karne wale yeh maat bhulo,
kabhi tumhe bhi dil lagana hoga,
rulaye ho jitnon ko pyar ki aag mein,
utni aashoon gin gin kar bahana hoga !
dillagi karne wale kya jane, dil ki lagi kya hoti hai prithvi pe rehne walein kya janein, swarg kya hoti hai

nafrat hai ek cheez jo bhulaya nahi jatha
nafrat hai ek cheez jo pyar ke baad he aatha
nafrat ko sirf pyar ko bhulne ke baad hi bhulaya jatha hai
to bhula lo ye pyar aur ahistha ahistha ye nafrat bhi bhul jayenge

Sumandhar mey panni bahout hai
lakin gagar bhari nahi jatti
Jheoh to dil mey bathay bahouht hai
lakin app say kahhi nahi jatti!

Mohabat karnay walo ko juda karany ke mat socho
Kudha kay Bandhay ho
Kudha ban-nay ke mat socho

Jeevan hain sau(100) baras ka
pal bhar ki khabar nahi,
jo ho jayee pal bhar main,
uski kisi ko khabar nahi


Tumhe hamari yaad kabhi to aati hogi
dil ki dhadkan bhi shayed bhar jati hogi
kitna chaha tha humne ke saath saath rahe
yeh soch kar tumhari bhi aankh bhar aati hogi

beete din ab wapas to nahi aa sakte
kho diya hai jo use to nahi pa sakte
dhool si hi rah gayi hai baki hawa mein
kash tumhe zindgi me phir se bhoola sakte

zindgi choti hai magar itni choti bhi nahi
Aankhen sookh gayi hai aur ab roti bhi nahi
zara zara si baton pe agar hum na jhagarte
to shayed yeh zindgi tumse juda hoti bhi nahi

tum nahi aaoge phir bhi rahta hai intzaar
kabhi kabhi baith jati hoon kar ke shringaar
tumhara bhi khana laga deti hoon aksar mez per
aur darwaze per daur kar jati hoon baar baar

agar bhoole se bhi kabhi hamari yaad aati ho
aur tan badan mein ek siharan si daur jati ho
mere yaar mere dil ke malik, pass chale aana
agar sooni sooni raten tumhe bahut satati ho

waise akele hi aaye hain aur akele hi jana hai
kaisa bhi ho bandhan ek din to toot jana hai
koi kitna bhi rahe pass ya kitna bhi rahe door
sukh dukh ka jalwa apne hi mann ka afasana hai

GHAM KI BARISH NAY BHE TERAY NAQSH KO DHOYA NAHI
TU NAY MUJH KO KHO DIA MENE TUJH KO KHOYA NAHI

NEEND KA HALKA GULAABI SA KHUMAAR AANKHON MEN THA
YUN LAGA JESAY WO SHAB KO DAIR TAK SOYA NAHI

HAR TARAF DEWAAR O DAR OR UN MEN ANKHON KA HUJOOM
KEH SAKAY JO DIL KI HALAT WO LAB GOYA NAHI

JURM ADAM NAY KIYA OR NASSAL E AADAM KO SAZA
KAAT TA HON ZINDGI BHAR,MENE JO BOYA NAHI

JAANTA HON AIK AISAY SHAKHS KO MEN BHi DOST
GHAM SAY PATHER HO GAYA LEKIN KABHE ROYA NAHI.

Tujhko khoker kyu ye lagta hai ki kuch khoya nahi
Kwaabmein aaoge tum ... es waste soyee nahi..!!

Aap beeti per jahaa hasna tha, jee ber ker hassii
Haan, Jahaa rona jaruri tha, wahaa royee nahi..!!

Mausamon ne pichli fasloon ki nighhabhani na ki
Esliye abke zameene-dil mein kuch boyee nahi..!!

Waqt ke Haathon ne jitne dhaag they sab dho diye
Dhaag jo tujhse mila hai, ek usse dhoyee nahi..!!

Kaisii Mehfil hai, Yahaa Mai kis tarah se aa gayee..
Sab Ke sab Khamosh Baite Hai Koyee goyee nahi..!!

Meri duaa hai ke khush rahoo tum
Miley na koi ghum jahan bhi raho tum...

Samundar ke terha dil hai gheera tumhara...
Khushyoun say bhara rahey daman tumhara..

Tum joo kahooo woh har khwaish puri ho tumhari
Khuda say bhi bus yahi duaa hai humari....

Toofa kia doon tumhey duaaoon ke siwa
Ke Khuda humeshah rahey razi tum say sada

Samundar ke terha dil hai gheera tera
Khushyoun say bhara rehey daman tera

Aaj us ki yaad nay humain tarpaya bohat
Aaj na chahattay howay bhi woh yaad aaya bohat

Us kay baad to jaisay vehshatoon say dosti ho gaye
Phir kyon aaj tanhaiyoon nay darraya bohat

Woh mera tha, mera hai, mera rahay ga
Hum nay is khayal say khud ko behlaya bohat

Shamma kay jalnay per hum afsoos kerain kyoon
Hum nay bhi manind shamma khud ko jallaya bohat

Hum nay jis kissi ko bhi humdard samjha
Woh humaray dukh pay na janay kyon muskuraya bohat

Aa apni zindagi ki har sham teray naam kar doun
Teri hi ankhon ka jam teray naam kar doun

Main doob jaoun teri in jheel is gehri ankhon mein
Phir apni barbadi ka ilzam teray naam kar doun

Mein apni Rouh ko teray Wajood mai bhar doun
Phir apni zaat apna har payam teray naam kar doun

TU mujhay mohabbat ka aghaz day sanam
Mein apnay pyaar ka anjam tere naam kar doun

Mohabbaton key qaseeday likhoun teri sana mein
Hazaron pyaar Kay paighaam tere naam kar doun

Hou jis ka zikar mohabbat ki har kahani mein
Eik aisa pyaar ka paigham tere naam kar doun

Phir Tanhayee !!

Aaj Phir tanhayin hey, Phir wahin khamoshi ka alam hey
Na jaaney kyon aaj teri yaad Phir aayee hey, na jaaney fir kyon merin aankh bhar aayee hey !!

Tumney mujhey hasnaa sikhaayaa .. ronaa bhi tumhi ne sikhaayaa
Kya gila karein hum tumsey ki tumhi ney humein jeenaa shikaayaa!!

Acha seekh gaye jeena hum abh
Ab to Tanhayiyon ke saath kuch baatein bhi ho jaati hein
Mano jesey zindgi ko to nahin, magar tanhayiyon ko jeenaa seekh gaye hein abh !!

Aaj bhi tanhayin hey kyonkin tum nahin
Aaj bhi tumhari yaad hey magar aankho mein aassoon nahin!!
Sookh chuki hein yeh ankhey teri yaad mein
Abh to bus is khoon ke sukhney ka intizaar hey !!

Malum nahin kya hogaya zindgi ko
samajh nahin paye hum zindgi ko
Zindgi hum se roothee ya hum zindgi se malum nahin
Bus dhoontey rahey hum zindgi ko !!

Kabhi yaad aye humari to chaley aana humarey paas
Jaantaa hoon mein tum reh to nahin saktey humarey dil ke paas
Magar chaley aana kabhi in tanhayioun ke paas!!

Tanhayi se kabhi mulakaat ho to puchnaa uska pata…
Woh bata degi tumhey humarey dil ka pata , Rehti hey woh mere dil mein abh tereDil ki jaghaa!!
Haan yeh Tanhayeen hey abh Teri Jaghaa !!

Tuesday, April 5, 2011

मायके में

मायके में खुश रहना चिन्ता मेरी मत करना
भाभी तेवर दिखलाये तो बिल्कुल ना डरना
ननद बनी तो राज तुम्हारा अपने घर में क्या डर
हुक्म चलाती रहना वह तो तेरे बाप का ही घर
यहां रोज हों हलवा पूड़ी मुझे बहुत ही खलता
मेरे घर का बजट तो सूखी रोटी से ही चलता
पूज्य पिता का पिस्ता काजू जो भी चाहे चरना
मायके में खुश रहना चिन्ता मेरी मत करना
जाने के इशारे पर तुम तुरंत गले मिल जाना
नाटक में ही दिल का दुखड़ा ऊंचे सुर में गाना
भैया और भतीजे नन्हे तुम्हें जान से प्यारे
कैसे उनको छोड़ पाओगी वे अखियों के तारे
भाभी काम करें तुम नल से पानी ना भरना
मायके में खुश रहना चिन्ता मेरी मत करना
झूठी शान बघारे जो सबकी नजरों मे चढ़ती
इसके उसके कान भरे तो घर में इज्जत बढ़ती
गारे की भी ननद बुरी कहावत सच करना
सीरियल देख पल्लवी का तुम रोल अदा करना
कहानी घर घर की सा सबके आगे देना धरना
मायके में खुश रहना चिन्ता मेरी मत करना
मेरा क्या मैं तो चंगा हूं आजादी से रहता
होटल में पब में मदिरा का सुन्दर झरना बहता
कसम है हर झूठे आंसू की हाथ नहीं हिलाता
बार गर्ल दिख जाय तो मैं आंख नहीं मिलाता
सच मानो पटाखों पर अब छोड़ दिया है मरना
मायके में खुश रहना चिन्ता मेरी मत करना।