Monday, January 25, 2010

Mohabbat ke safar mein koi raasta nahi deta,
Zameen waqif nahi banti falak saya nahi deta,
Udasi jis ke dil mein ho us ki neend urti hai ,
Kisi ko apni ankhon se koi sapna nahe deta,
Uthana khud hi parta hai thaka toota badan apna,
Ke jub tuk saans chalti hai koi kandha nahi deta

Monday, January 4, 2010

बस्ती बस्ती घोर उदासी पर्वत पर्वत खालीपन,
मन हीरा बेमोल बिक गया घिस घिस रीता तनचंदन,
इस धरती से उस अम्बर तक दो ही चीज़ गज़ब की है,
एक तो तेरा भोलापन है एक मेरा दीवानापन.